hanji forex ke business me trader ko hard work karte rehna hoga,trader esme jetna market me practice karenga wo esme utna he acha kar sakenga,esme trader ko market me ache se dhyaan dekar he chalna chahiye woi uske liye acha hai..
Printable View
yes dear koi ap say agree ho ya na ho but main ap say agree kerta hun aisay hi hay jesy ap keh rhay hain ap ko khoob practice krni hogi aur ap ko demo ko bhi real samjh k krna hoga tab hi ap kamyab ho skty hain forex main.
yes ye ap ny bilkul thk kaha. k forex me patience ki sub sy zyada zrurt hai. jo wait nhi krty wo boht loss krty hain. baz dfa market hamary against jati hai thora sa. hum us sy dar k trades ko close kr dety hain. jab k thoi c retracment k baad market hamary haq me hoti hai. is liye i think k patience ki sub sy zyada zrurt forex me hai tab hi hum acha profit earn kr skty hain
Bohat hi zabardast artical hai ye to main bohat impress huwa hon lazmi tor pe humain aik successful trader agr bn'na hai to humain bar bar practice karni pare gi Forex trading main tab hi hum successful hote hain or rick bi bante hian but humain greed nae krni chaye.
Bilkul agr ap aik hi point of view se trading kro to apko trading krne me buht asani hoti hy agr ap apny apko different ways se trading kro gy to confuse raho gy aur loss kro6gy lehaza apni aik strategy rakho aur usi py Chlo
G han bilkul yara ap ney saho kaha hai practice hi hamey is business mey kamya karwa sakti hai oske ilawa hame just loss hi ho sakta hi meny bhi bgair practice keh ye business shoro kiya tha jiski wajah sey bohat loss huwa mujhey
app ki post bahot achi hai lakin irrelalivent b hai isliye main to sirf yahi kahonga jab tak humh forex main ak us muqam tak nahi puhnchte jahan se rich hone ki shuruwat hoti hai to us se pahle humhe ameer banne k khuab nahi daikhne chahiye kiun k hum utne experienced hote nahi jitna hum sochte han isliye pahle ak target complete karen experience banne ka phir rich banne main koi problem nahi aye ge.
hanji forex ke business me trader jetna market me time dekar practice karenga wo esme utna he acha kar sakenga,esme trader ko apne aap market me sabb smaajhna chahiye,esme trader dhyaan dega to he wo acha kar sakenga..