trading shero krne sy plhy hamy trading k bary me ache terha samj lena chayie aghr possible ho to
kisi experience waly sy poch ker trading kary tw ye hamary liye zaida acha hoga or ham zaida sy zaida
paise kamane k qabil bhi hojain gy
Printable View
trading shero krne sy plhy hamy trading k bary me ache terha samj lena chayie aghr possible ho to
kisi experience waly sy poch ker trading kary tw ye hamary liye zaida acha hoga or ham zaida sy zaida
paise kamane k qabil bhi hojain gy
Market ka aj ka Rujhaan:sell
+
Indicators aur Moving average market ke down hony ka bata rahe hain
Resistance aur Support points se bhi market nechay hoti nazar a ri hai
Hamain sell main trade lagani chahiye
BesT Of LucK
"Best"
Helo Dosto kesy hain ap
Ajj k din market Sell+
Ki tarf raju kar rahi hai
Agr
M15 kareeb hain to sirf buy krain sell na krain
Or agr kimat is k nichy wapis aa jati hai to kuch mat karain
Agr
M15 nichy ki janib hai to buy krain sell na krainagr kimat is k upar jati hai to kuch mat karain
Jori ki had or gair janbdar ilaqa hai is k darmian hony wali koi b tijarat zati faisla hai na is tajzia ka hissa
Agar
Acha faida hasil krna hai to indicatrs ko samjna zarori hai
Best of Luck====
Iota - iska kya future hai crypto market mein ?
IOTA - Abhi kuch waqt pehle ye currency bhut famous hui aur market mein bhut Chacha mein thi aur ek waqt aisa tha jab isne ripple ko peeche chor kar no 3 Ki position bana li thi aur iska market CAP bhi bhut upar chala gaya tha .
At Present Ye No 9 ki poition par hai aur iska Total Market Cap - 5.23 Billion Dollars ke kareeb hai .
Bhut saari companies ne iski technology ko adopt kiya hai .
Aayein discuss karen iska aage future kaisa hai aur kya price ho sakta hai ek Coin ka future mein ?
Iski technology kaisi hai aur ye kaun se system pe chalta hai ?
In sab points pe apne views dein .
andaza k mutabiq market =Buy
Jo surata hall chal rahi hai us k mutabiq
Market 80 % chance uper janay k hain
Support or resistance point be market k up honey ka ishara day raha hai
Is liya ham ko buy ki Trade laga dani chahiye
IOTA - Abhi kuch waqt pehle ye currency bhut famous hui aur market mein bhut Chacha mein thi aur ek waqt aisa tha jab isne ripple ko peeche chor kar no 3 Ki position bana li thi aur iska market CAP bhi bhut upar chala gaya tha .
forex trading market pichly pory hafty me bohat zaida nechy ki teraf gai hai kafi logo ko umeed
thi market ab upper ki teraf jay gi maghr nai gai mujhe lagta hai ab market is hafty upper ki
teraf shaid jay gi is liye hamy ab trading dekh kr krne perhy gi taky nuksan na ho
Moving average
Bata rahe hain ke market oper jaye gi isliye buy main trade karen
Forex trading aik paison ka darakht hai agar ap ameer hona chahte hain to acha knowledge aur experience hasil...
Aj market ka trend buy ka hy+
Technical indicators sy b pta chalta hy k market buy ki position me hy.
Resistence or suport point up ja ry hen jin sy pta chlta hy k market buy k haq me hy.
Hamy market k trend ko dekhty huwy trade lgani chahye. agr market ko smjy bgair trade kren gy to is sy los hony k chance zyada hen.
Agr achi earning krni hy to us k liye apka market k indicators ko smjna bohat zruri hy.
So good luck and keep it up..
Trading kerne sy plhy hamy support level or resistance level ko bhi samj lena chayie taky hmy trading krty huye muskil na ho aghr hm log support level or resistance level ko dekhy k ketne percent up jane k chance hai or ketne percent down jane k tw hm log ache earning kr sakty hai