ji dost ye to haiga ki trading mein nuksan hoona koi badi bat nahi hoti hain ye ek dum common haiga lekin nuksaan to tabhi roka ja sakta hain jab koi janta hota hain ki wo kaise trading kare future ke liye apni trades mein sabse jayda usko sudhar lana chahiye aisa karega to future ke liye usko koi bhi dikkat nahi hogi usko trading ko achchi tarah se sikhna hota hain tohi usko trades karna sahi rahta hain