pata nahi kuyn k many abhi tak koi b account use nahi kia hai han but trading start karny sy pahgly achi tarhan siukhny k liye app demo account ko use karamn kyun k yanhan hi app[ ko kafi achi earning mil sakjti hgai
Printable View
pata nahi kuyn k many abhi tak koi b account use nahi kia hai han but trading start karny sy pahgly achi tarhan siukhny k liye app demo account ko use karamn kyun k yanhan hi app[ ko kafi achi earning mil sakjti hgai
Demo account is the best for new comers in the field of forex trading. After learning all basics of forex trading, like forex techniques and forex strategies . Then we should choose a best pair of currencies like euro/ us dollar. Then we should open a demo account and start trading. After six months we can open a real account.
g forex main nae logo ko mery khayal k mutabiq demo try krna cahiye, aur bonus ko gain krna chahiye,,ye in k liay best hota hy, kun k ye easy b hota hy hamary liay aur iss ko smajhna b hamary liay acha hota, iss main loss ka dr b nhi hota.
mera khayal ye hai ke new user ko demo account use karna chahiye wo demo account mein treding kar ke knowledge or experince hasil kary or phir us ke bad instaforex mein standerd account se treding start kary.
main naye logon ko yehi advice dunga keh woh kabhi bhi is main lalach na karen aur ja bhi is main enter hon to woh just demo account par hi start main work karen aur uske bad hi real account ki taraf qadam barhayen.
because many beginners have small amount of capital to invest in this market and the cent account will help them to look big...According to me, for the beginners you should one a Standard Cent account initially
cent account sabse accha hota hai usme aap 1$ deposit karen aur 100$ standard ke account ki tarah sikh sakte hain jis se aapko real ka benefit kam paise mil jaega aur aap acche se sikh lenge real me aur market se aapka emotions bhi nikal jaega loss hoga to wo bhi jyada nahi sirf 1$ ka hi hoga.
mere khayal mein forex trading mein naye logo ka liye demo account best account ha kiun k demo accoun mein naye user ko boht he asanian provide karta ha eis loss ki tension nahi hoti aur aap ka account bilkul khatam nahi hota ha aur easily trading kar sakty ho naye user ko pehly 1 se 2 month demo account use karna chahye
newbie kay liye demo account sab se better hae wo is liye kay agar jab bhi newbie trading start kare ga to jo bhi loss hoga us se koi nuksaan nahi hota mera to yehi mashwara hae kay newbie apne liye demo account select kare ..
mera personal khayal hy ky new trader ky liye, cent wala account best hy, cent m profit tu kam hoga par ye ky nuksan b kaam hoga or asani sy hum apni strategy ko test kar sakty han, forex business m pehly experience hasil hoo jai tu phir profit kabhi b earn kar sakty hn, hamesha learning pay focus rahna chahi otherwise long time tak trading m continue rakhna mumkin nh.