-
Aj ka market ka Rujhaan: Bullish
Resistance aur Support points bhi news par inhasaar karte hain
Trading karne se pehle indicators ko achay se dekhen aur phir faisla karen ke trade kis category main karni hai
Hamesha sabar se kaam lein aur acha profit hasil karen
Forex trading main ao aur ameer bano
Ap achay se kaam karen ge to acha bonus aur acha profit hasil kar sakein ge
-
Aj ka market ka Rujhaan:Bullish sell
Moving average aur market movement
Oper ka ishara de ri hai
Time frame ko dekh kar resistance aur support points ko samjha jata hai
Daily aur hafty ka chart dekhen taa ke apko market samjhna asaan ho
Agar ap acha knowledge aur experience hasil karna chahte hain to zyada se zyada time is main guzaren aur acha profit hasil karen
-
Meray pearay Indian forum k sathio
Ye pair is waqat apnay tamam isharay nichay ki
Teraf janay ka bata raha ha
Ye walay tamam isharay jin men k
Pivot Point, Moving average ,Crunt price, Rsi,
Resistance and Supporting points, MACD,
Parabolic sar, Bollinger Band, H4, H1, M30, hain
Market nichay janay ka pata bata rahay hain
Is leay market is waqt sell ki postion men ha
-
Fore market week men 2 days kay liy closed rehti hai mager craypto-currencies ki market close nhi hoti hai ye pury week hi open rehti hain is ki kia waja ho skati hai k ye market close nhi hoti hai???
-
Market kafi dino sy nechy ki teraf ja rhe hai or shaid ab upper ki teraf bhi jay is liye hmy trade soch samj k lagani chayie taky hm or paise kama saky aghr ham rozana news ko samjy or market ko achy sy deky tw hm log achy paise kama sakty hai
-
ye forex currencey nhi hai jis ki waja se market open hoti hai jo bhi forex ki currencies hein ya metals hei jis ka forex market se relation hai wo sab hafty and itwaar ko close hi rehty hei bas yeihi digital currencies hein jo open hoti hein
-
q k ye forex currencey nhi hai jis ki waja se market open hoti hai jo bhi forex ki currencies hein ya metals hei jis ka forex market se relation hai wo sab hafty and itwaar ko close hi rehty hei bas yeihi digital currencies hein jo open hoti hein
-
Aj ka market ka Rujhaan: Bullish
Resistance aur Support points bhi news par inhasaar karte hain
Trading karne se pehle indicators ko achay se dekhen aur phir faisla karen ke trade kis category main karni hai
Hamesha sabar se kaam lein aur acha profit hasil karen
Forex trading main ao aur ameer bano
Ap achay se kaam karen ge to acha bonus aur acha profit hasil kar sakein ge
-
Aj Bhi market sell ma hi ha is liye sell Ki trade lgani chahiye take trade ma nuqsan Na ho .Market kafi Dino se sell ma hi ha shayd ab sell ma Jane k bad buy main Jaye agr sel Ki Trad nhi lgani to kuch der market ko smjhr ker phr Trade lgaein.
-
meri teraf sy sab dosto ko salam jesa k ap sab ko pta hai market pichly hafty kafi nechy gai thi
or mujhe lg rha hai market aj bhi kafi nechy ki teraf jay gi is liye hamy nechy ki teraf trade lagane chayie
taky pichly hafty ki terha is hafty bhi achy paise kamaye ja saky