-
Hi Friends +
Resistance aur Support points bhi Market per depend karte hain.
Market up hoti hai aur kabhi down ki taraf movement karti hai.
hamain trading se pehle indicators ko smajhna chahiye taa k ham SELL ya BUY mein trade laga sakey jis se acha profit mil sakey.
ager ham market ko samjhe bagher trade kare ge to hamain nuqsan ka samna krna par sakta he.
""BEST""
-
Aj ka market ka Rujhaan: Bullish
+
Resistance aur Support points bhi news par inhasaar karte hain
Trading karne se pehle indicators ko achay se dekhen aur phir faisla karen ke trade kis category main karni hai
Hamesha sabar se kaam lein aur acha profit hasil karen
Forex trading main ao aur ameer bano
Ap achay se kaam karen ge to acha bonus aur acha profit hasil kar sakein ge
-
forex trading market pichly pory hafty me bohat zaida nechy ki teraf gai hai kafi logo ko umeed
thi market ab upper ki teraf jay gi maghr nai gai mujhe lagta hai ab market is hafty upper ki
teraf shaid jay gi is liye hamy ab trading dekh kr krne perhy gi taky nuksan na ho
-
vesy to bro aap ko eng ya urdu mainmlikhna chaahiy kiun keh humain sb ko learning k liy forum ka knowledge bhi kafi hy is liy forex main humain loss sy bachny k liy market analysis krni hy jis k liy hmain hardwork ki zaroorat hy mery khiyaal sy forex aik great business hy jo humain part time kaafi had tk balance dy sakta hy hum khoob earning kr sakty hain
-
Moving average
Bata rahe hain ke market oper jaye gi isliye buy main trade karen
Forex trading aik paison ka darakht hai agar ap ameer hona chahte hain to acha knowledge aur experience hasil...
-
Aj market ka trend buy ka hy+
Technical indicators sy b pta chalta hy k market buy ki position me hy.
Resistence or suport point up ja ry hen jin sy pta chlta hy k market buy k haq me hy.
Hamy market k trend ko dekhty huwy trade lgani chahye. agr market ko smjy bgair trade kren gy to is sy los hony k chance zyada hen.
Agr achi earning krni hy to us k liye apka market k indicators ko smjna bohat zruri hy.
So good luck and keep it up..
-
Today Market position is : sell
Currant position or previously position market k down honey ka ishara day raha hain
Support or resistence be market k down janay ki terf ishara day rahay hain
Is liya ajj sell ki trade laganay me he faida hai
-
Today Market position is : sell
Currant position or previously position market k down honey ka ishara day raha hain
Support or resistence be market k down janay ki terf ishara day rahay hain
Is liya ajj sell ki trade laganay me he faida hai
-
Hi Friends +
Resistance aur Support points bhi Market per depend karte hain.
Market up hoti hai aur kabhi down ki taraf movement karti hai.
hamain trading se pehle indicators ko smajhna chahiye taa k ham SELL ya BUY mein trade laga sakey jis se acha profit mil sakey.
ager ham market ko samjhe bagher trade kare ge to hamain nuqsan ka samna krna par sakta he.
""BEST""
-
Market Movement sell. +
Pair sell ka ban gya hai Market kafi Oper hoii hai ab
Nechy ki traf movement kar rahi hai is lia main Kahun ga k Humain
Trade sell ki laga deni Chahie ye Humary lie kafi Faidy Mand Sabit ho Sakti
hai or Akhri 8 Ghanty ka Garaff Dekha jaye to saaf pata Chalta hai
Market Oper ho k ab Nechy ki traf movement kar rahi hai. Shukria