-
Today market trand is sell....+
Support points and resistance
market ke nechay janey k haq main hain
Sell ki trade profit de gi
Indicators ko follow karte hoye aur
apni samjh soch ke sath trading
Kren. Ta k ap zyda earning hasal kr saken or agar
ap market ko achi terha samjay bagher trade kren
ge to nuqsan uthana paray ga.
-
Ji han mein ny presearch ky bary mein sunna hy yeh Google or doodle ki tarah ek new web hy kafi interesting bhi hy is py ager registered ho jayn to ap jo Google py search karty hyn wo ap presearch py search karna ager ap 20 search bhi karty hein to apko 80 rupees per day mil jaty hein
-
Bitcoin(btc)
Cryptocurrencies ne aajkal bahut he market me dhoom macha rakha hai,abhi eske boom period chal raha hai aur BITCOIN esme sabse number one hai jo world me kaafi place par use hota hai..
On 1st august bitcoin ko 2 parts me divide kardiya gaya hai aur esko BITCOIN CASH(new one) aur BITCOIN kaha jaata hai..
kuch he months me btc ka price 4000% se jada increase hua hai aur aage future me aap sabka kya kehna hai eske baarein me apna share details ke yahan bataye..
-
Thumbs up bitcoin mein invest karne ka abhi bahot accha mauka hai
dosto abhi maine bitcoin ke graph ko study kiya to muje yeh pata chala ki bitcoin jab bhi ek naya high banata hai to woh phir se crash hota hai jab usne september 2017 mein $4900 ka high banaya tha to woh crash ho kar $3000 tak agaya tha phir usne agle mahine yani ki october mahine mein uska hi woh naya high toda aur $5000 se bhi jyada up chala gaya aisa market mein ek bar nahi bahot bar hua hai bitcoin ke sath to agar abhi jo bitcoin ka price $8600 ke karib chal raha hai aur yeh $19000 se jyada touch kar ke aaya hai to abhi ham agar 1 bitcoin lete hai to yeh 1 week mein $9000 ya $10000 to sure chala jayega aur agar hold karte hai to $19000 ko cross to jarur karega is 2018 mein to hamein iska benefit lena chahiye ripple aur etherium bhi kafi crash hue hai to iska bhi benefit le sakte hai
-
forex tradimg me hm do terha ki trading krty hai ya hm log upper ki trade lagaty hai ya nechy ki trade lagaty hai aghr hm log trading market ko samj k kary ya news ko dekh kr trading kary tw achy paise kma sakty hai verna aghr hm tuky sy trading kary gy tw phir paise kamae ki umeed km hai is liye hmy market ko achy sy samj k trading krni chayie
-
ajj aaj ke din market Ki Surat hal hai :sell
market niche Ki Jaane position banaa kar Baithi hai banaa rahi hai aaj total indicator and analysis Yahi Bata rahe hain ki market niche ki Janak Jayegi aur selling laganay mein bahut fayda hai agar ham log selling ki trade ko lagaenge aur entry point Achcha hoga to Humko profitki percentage badh Jayegi Iske alava Humko sath acchi trading karne ka experience bhi ho jaega Main To aapko Yahi kahunga ki aaj trading selling mein kiya jaaye to hi bahut fayda hai
-
Japan mein tu hamesha GaSmain hi kaam karta hoon Aur Main isme heating karta hoon Kyunki Mujhe Yaad bahut pasand hai main iss Main Jab Bhi train lagata hoon mujhe profit deta hai isliye main kaam karta hoon Aur Hum Koi lana chahiye
-
Today market trand is sell....+
Support points and resistance
market ke nechay janey k haq main hain
Sell ki trade profit de gi
Indicators ko follow karte hoye aur
apni samjh soch ke sath trading
Kren. Ta k ap zyda earning hasal kr saken or agar
ap market ko achi terha samjay bagher trade kren
ge to nuqsan uthana paray ga.
-
ajj aaj ke din market Ki Surat hal hai :sell
market niche Ki Jaane position banaa kar Baithi hai banaa rahi hai aaj total indicator and analysis Yahi Bata rahe hain ki market niche ki Janak Jayegi aur selling laganay mein bahut fayda hai agar ham log selling ki trade ko lagaenge aur entry point Achcha hoga to Humko profitki percentage badh Jayegi Iske alava Humko sath acchi trading karne ka experience bhi ho jaega Main To aapko Yahi kahunga ki aaj trading selling mein kiya jaaye to hi bahut fayda hai
-
Market trand sell.
pair sell ka ban gya hai market kafi up hoii hai and ab
down ki traf movement kar rahi hai so main ye suggest karun ga k humain
trade sell ki laga deni chahie ye humary lie kafi faidy mand sabit ho sakti
hai or last 8 hrs ka chart dekha jaye to saaf pata chalta hai
market up ho k ab down ki traf movement kar rahi hai Good Luck.