G main ny kabhi Forex main gambling nahi ki main trading karti hu kyu k main ny ye dekha k ha jo trader Forex main gambling karty hain unhy hi ziada loss ko face karna parta ha.is sy bhtr ha thk sy trading kar k apna profit earn kary gambling main kuch nahi rakha.