real trading ka pehla din kafi tension wala hota hai kyuki hmne apni mehnat sy jo posting kr kr ke bonus bnaya hota hai woh bonus kahi zero na ho jaaye uska subsy jada khtra bna reta hai. aur maine apna first trade jbh kiya tha toh mujhe loss hua tha 40$ ka kyuki mujhe tbh tools ka use krna nhi ata tha.