loss honay ki main waja ye hai k is k baray me knowledge ki kami jis ki waja say work proper tarikay say nahi hota hai or profit honay ki bajae loss ho jata hai
Printable View
I think loss can not be completely avoided, if we want to make profit we have to also suffer loss in terms of money or time. So we should always be ready for any one of the sacrifice.
forex me ziada tar traders is liay fail hotay hai kaun k un k pass knowledge ki kami hoti hai jis waja say work karnay ka proper tarika nahi pata chalta hai or wo fail ho jatay hai
---------- Post added at 03:44 PM ---------- Previous post was at 03:20 PM ----------
forex me loss honay ki main waja ye hai k is k baray me knowledge ki kami hai jis ki waja say work karnay ka proper tarika nahi pata chalta hai or profit honay ki bajae loss ho jata hai
Forex mein loss ki main reasons bohat si hain jin ki waja say aik trader loss kerta hay. Subsay pehlay waja to ye hay kay aik new trader forex ka proper knowledge hasil naheen kerta aur jitni dare tak demo trading kerni chahiye utna time usko naheen daita aur jab real trading start kerta hay to forex kay rules ko follow naheen kerta aur greed ki waja say jaldi rich hona chahta hay aur big lot size use kerta hay jo less knowledge ki waja say loss ka baais banta hay ic liye sub say pehlay greed aur emotions per control kerna zarori hay.
Main reasons for loss:
Not maintaining discipline
Trading without a plan
Failing to adapt to the market
Do not understand money management
Having unrealistic expectations