Today Market position is : sell
Currant position or previously position market k down honey ka ishara day raha hain
Support or resistence be market k down janay ki terf ishara day rahay hain
Is liya ajj sell ki trade laganay me he faida hai
Printable View

Aj ka market ka Rujhaan: Bullish
Resistance aur Support points bhi news par inhasaar karte hain
Trading karne se pehle indicators ko achay se dekhen aur phir faisla karen ke trade kis category main karni hai
Hamesha sabar se kaam lein aur acha profit hasil karen
Forex trading main ao aur ameer bano
Ap achay se kaam karen ge to acha bonus aur acha profit hasil kar sakein ge
Today Market position is : Sell
Market ajj bohut zaida nechay ki terf move kar gyi hai
Or Support 87% and Resistance 56% be Market kay nechay k janay ka Ishara day raha hai
Is liya Sell ki trade laga dani chahiye.
Mera andaza k mutabiq market =Buy
Jo surata hall chal rahi hai us k mutabiq
Market 80 % chance uper janay k hain
Support or resistance point be market k up honey ka ishara day raha hai
Is liya ham ko buy ki Trade laga dani chahiye
Market ka aj ka Rujhaan:sell
Indicators aur Moving average market ke down hony ka bata rahe hain
Resistance aur Support points se bhi market nechay hoti nazar a ri hai
Hamain sell main trade lagani chahiye
BesT Of LucK
"Best"
Aj ka market ka Rujhaan: Bullish
Resistance aur Support points bhi news par inhasaar karte hain
Trading karne se pehle indicators ko achay se dekhen aur phir faisla karen ke trade kis category main karni hai
Hamesha sabar se kaam lein aur acha profit hasil karen
Forex trading main ao aur ameer bano
Ap achay se kaam karen ge to acha bonus aur acha profit hasil kar sakein ge
Market Movement sell.
Pair sell ka ban gya hai Market kafi Oper hoii hai ab
Nechy ki traf movement kar rahi hai is lia main Kahun ga k Humain
Trade sell ki laga deni Chahie ye Humary lie kafi Faidy Mand Sabit ho Sakti
hai or Akhri 8 Ghanty ka Garaff Dekha jaye to saaf pata Chalta hai
Market Oper ho k ab Nechy ki traf movement kar rahi hai. Shukria
Ajj Market ki Soltyhal...
Resistance Nuqta our Support Nuqta mai Market Nechy Ja ri hy.
Isla Nuqty ki jaga Batati hy k Karobary Soltyhal Fadia Hasla krna hy Tu Nachy ki Tarif Trade karin.
Sell Boht Acha Munafa Dy gi aj Nechy ki Trade karain Shukraia .
किसी राष्ट्र की समग्र अर्थव्यवस्था का आकार आम तौर पर उसके सकल घरेलू उत्पाद, या जीडीपी द्वारा मापा जाता है, जो कि एक वर्ष में किसी देश के भीतर उत्पादित सभी अंतिम वस्तुओं और सेवाओं का मूल्य होता है। ... चरण 1: उत्पादित हर चीज की मात्रा लें। चरण 2: इसे उस कीमत से गुणा करें जिस पर प्रत्येक उत्पाद बेचा जाता है
Hi Friends
Resistance aur Support points bhi Market per depend karte hain.
Market up hoti hai aur kabhi down ki taraf movement karti hai.
hamain trading se pehle indicators ko smajhna chahiye taa k ham SELL ya BUY mein trade laga sakey jis se acha profit mil sakey.
ager ham market ko samjhe bagher trade kare ge to hamain nuqsan ka samna krna par sakta he.
""BEST""