Bhai aapki baat sahi hai, lekin HYIP ek aisa business hai, jiski koi gurantte nahi hoti hai, ki aapko paisa dega hi, maine 2 baar investment kiya hai, aur unhone kaha tha double in just couple days,:( aaj tak mera double to kya investment bhi nahi mila hai.:D