trader jabtak loss se sikhta nahi hai wo aage bhi loss karta rehta hai loss se sikhna jaruri hota hai jisse trader achi trading kar paye trader ko jyada risk lekar kaam nahi karna chahiye trader ko kaam se kaam risk lekar kaam karna chahiye
Printable View
Main iss trading main jab say kaam kar raha hoon main aik daffa apna account wash karwa betha hoon aur us ding main nay iss trading main 1700 dollars loss kea hay 24 agust ko jab eur ka rate increase hooa to mara account wash ho gia aur ab main iss trading main nay sirray say kam kar raha hoon
yaha par humy bas hard work he karny ki zrurat hai kio k jitna hum is mai best work kary gay utna he hamary leyay acaha hai but hum agar is mai jab gambling ka sochty hain tou ap is mai agy nahe barh sakty hain ulta problem mai he rahty hain tou hum agar starting sai he is mai hard work kary gay tou sahe rahta hai,..
Main ab tak forex me kafi dollars haar chuka hoon lekin main forex ko kabhi chor nahi sakta hoon kyun ke forex ko main junoon ki had tak like karta hoon aur main forex se ab tak acha profit bhi earn kar chuka hoon is liye main forex ko kabhi nahi chor sakta hoon.
I have not get loss any, but yes I am learning a lot of things from my mentors and it was my advantages, if we get an experienced mentors then we can get success in forex trading easily without getting huge loss.
bhai iss field mein main toh yeh kahunga ki sab paisa loss karte hain magar loss se darna nahi hota hai aapko iss field mein soch samajh ke kaam karna hota hai jisse aapko iss field mein loss na ho aur aap accha paisa kama lein iss field mein se bhai yaad rahe accha paisa aise hi nahi aata.
dear friends very intersting quesiton... dear jb mana first time trading start ki thi to mara pas just 17 $ ki investmnt thi.. js sa mana 10 $ earn kia tha per.... bad ma mri galti ki waja sa mera accout wash ho gay... is k bad mand 60 $ ki dafa aur 57 $ 1 dafa loss krwaya han.. thanks
loss oor profit forex trading ka part hai main ne start main $250 loss kia lakin apni mistakes se main kafi improve kia hai oor os k baad main ne apna loss bhe cover kia oor profit bhe gain kia ab mujhy es forum se kafi help milte hai jis se mujhy market direction ka idea ho jata hai experience ap k loss ko cover kar sakta hai