hanji forex trader ko apne order ko dekhte rehna chahiye kyunki esme trader ache se market me dhyaan dekar chalenga to uske baad he wo esme acha kar sakenga,esme trader ko apne profit khud he karna hoga..
bhai iss field mein agar aap apni positions ko dekhte rehte hain toh badiya rehta hai mein toh yeh kahunga ki forex trading mein paisa kamana hai toh aapko hamesha koshish karte rehna hota hai ki zyada se zyada paisa kama lein warna loss ho sakta hai.
Forex aik aisa business hy jise jitna asan bnao gy utna asan bny ga jitna mushkil bnao gy utna mushkil bny ga jise apny ap per pora confidence hy wo trade lene ke bad bilkul bhi market ko watch nh krta aur easily apny target ko achieve krta hy
its nice question bro jab apko apni trades par pora bhorsa ho confidence ho naa tab ap un par stop loss and take profit laga kar chorr dain bhut sara profit generate karne ka moqa milta hay q kay ap usay bar bar watch nahee karte aur tension nahee hoti