bhai jub takmere himmat hai main is main trading karta rahonga qk yeh buhat he achi tradingt hai main yeh bat mantahon k yeh buhat he risky hai lekinp intresting b hai qk is mian buhat maza ata hai ap ko kam kar k qk is mian ap ko buhat ziada profit e second mian ya menite main ho sakti hai aur ap ko loss b ho sakta hai