Bhai amin agar to ap batao to to be honest 5 days in a week kiun k Saturday and sunday off hota hai holiday hoti hai aur agar to ap success chahtay hai ye business ma than I think ap ko 24 hours per day work karna ho ga.
Printable View
Bhai amin agar to ap batao to to be honest 5 days in a week kiun k Saturday and sunday off hota hai holiday hoti hai aur agar to ap success chahtay hai ye business ma than I think ap ko 24 hours per day work karna ho ga.
forex aik aisa bsiness hai aap iss ko jinta time dena chaeyy dey saktay hain forex main aap par koi restrection nai hai k issay itna lzmi time dein.forex ko main tou 5 day s hi karta houn .kuch trader monday or friday ko trading nai kartay har aik ki apni strategy hoty hai.
waisy tou week main 5 days market khula rahta hia and ap 5 din bhi trade kar sakty ho lakin mery kiyal main ap k pas jab enough bonus ho jaey tb trade karni chahiye main 3 ya maximum 4 days a week trade karta hoon and thaz enough for me. baki har trader ka apna point of view hota hai
main ack week main 5 din forex trading karta houn.forex trading mera permanant business hay or main forex trading ko he full time deta houn.forex trading mera favorite business hay.
actually newbies has more controversy about putting orders,,,and time line...as u said that u trades average 2 days is good for who want to learn ,,,as u can learn theoritical in left days of weeks.
Forex trading ki market week main 5 days open hoti hai so main week main 5 days trading krti hun.Or sara din market ko dakhti hun or mostly trade main day time main krti hun night time main nai krti.
Mary khayal main NFP aik achee news hay aur us ka market par bohot acha impact rehta hay. Traders thorra dhiyaan dain to friday main aap ko bohot acha profit mill sakta hay.
main 5 din trading kerta hun kiu k saturday and sunday ko market close hoti hay is liay main aik hafta main 5 din trading kerta hun.and saturday or sunday ko trading kerne ka koi faida nahi hota and koi b khas din ho jis din chuti ho tab b trading nahi kerni chaheay kiu k us din b market close hoti hay hamain in sab baton ka dhean main rakh ker trading kerni chaheay.