Bhai jab experience hasil kar lete hai, to tab humare liye sab kuch sahi hone lag jata hai, yaha par jaruri hota hai bhai ki jitna acha experience acha kar sakte hai wo kare bhai to trading achi kar sakte hai bhai.
ji mai jaha tak manata hu ki ap koi bhi business kar rahe ho to ap kabhi bhi complete nahi learn kar sakte bas ap jab tak es field me hai ap esme kuchh na kuchh learn karte rahenge aur ap ko es market ke bare me new knowldge ka pata chalta rahege aur ap profit bhi earn karte rahenge ji mai janata huki apko esko aur bhi jyada lijhana anega
is mai koi bhi bigg cheeze nahe hai hum jo analyse karty hain bas usi ko proper way sai kar lia jaye aur usi par he entry lai li jaye tou kafi sahe rahta ha kio k aksar log jou analyse karty hain us par entry nahe lai sakty hain jis ki waja sai unko yaha par kafi problem ka samna karna parta hai...
Yes it very simple .before real trading practice on demo accounts properly. Earning on demo accounts much Almost one month practice good practice make you good trader.The countunously success on demo accounts make you good trader. Now you can real trading The real trading is not different of demo accounts.
Bhai jab mujhe kafi jayda trading mein practice karne ko mil raha hai to jahir hai main samjh jaunga ki haan main abhi real trading ke liye ready ho chuka hoon bhai, yaha par bhai practice karna hum logo ke liye kafi jaruri hota hai.
forex trade karny k leyay koi khas time ki zrurat nahe hoti hai humy yaha par yai daikhna hota hai k jo hum analyse kar rahy hain kia wo perfect hai yaha par aur usi ko watch karny k zrurat hai then he us mai hum us analyse par apni trade k leyay aur waha par sl and tp laga kar wait karny ki zrurat hoti hai...