Originally Posted by
Fatima12
g bilkul me ap ki baat se sehmat hu ke forex me trader ku market ke bare me jana bohut jaruri hota hn, jab tk forex me hum achi tarah ese samjh ni jate tb tak hume es me enter ni hona chahie, forex me learning bohut jaruri hoti hn, jis me analtsis hoti hn, aur es ki types hoti hn, forex me analysis three type ki hoti hn, fundamental analysis, technical analysis and sentiment analysis. And es ke ilawa forex me indicators,money management ka use karna ana bohut jaruri hota hn. Forex me fundamental analysis ka bohut importance hota hn, jis me hum trading ku achi tarah samjh sakte hn, aur es ki help se aik achi strategy trading me apply kar sakte hn, aur es ki hellp se market analysis kar ke es me achi earning kar sakte hn, fundamental ke bare me jitna jyada experience hu ga, utna hi hum es me apna best kere gai. And agr indicator ki baat ki jai tu wu tu best option hn market ka pattern samjhne ke liye es me hum indicator se market ka trend find kar sakte hn, aur 90% trend confirm hi hota hn, aur forex me hum en sab strategy ku follow kar ke aik best trader ban sakte hn, forex me profit ya loss tu hota rahta hn, lakin learning es liye tu hoti hn ke hum es me risk na le aur loss se bach kar acha profit gain kar sake, aur agr hum en sab ku follow kere gai, aur es me hardworking kere gai tu hum jarur es me safalta parapt kere gai..