Forx trading me main kabhi bhi EA ke sath trading nahi ki hu aur nahi EA mila hai trading ke liye yaha par main manual trading karti hu aur manual trading Karna hi thik hota hai kyunki khud se trading karne ke liye samjhna hoga agar ek baare trading ka knowledge hota hai to fir yaha par achha kar skate hai.