ha aisa hota hai par trader ko kabhi bhi over confidence nahi hona chahiye trader ko ache se kaam karna chahiye ache se kaam karne se hi trader yaha par successful ho pata hai achi earning kar pata hai
while trading in the forex market we will get loss from our trading at any time so we must have to avoid mistakes while trading and when try to avoid such mistakes then understand that you can easily trade on your real account and make good income
jab aap sahi se demo account pr trade karte ho, technical analysis padh sakte ho aur news read karte ho tab aap live trading karne ke liye pure tayyar ho.
Haan bhai jarur pata chalta hai, kyunki main aksar trading mein loss ke baad apni galti ko thik karta hoon bhai, agar yaha par meri galti thik ho jati hai to trading karna mere liye thoda easy ho jata hai bhai.
jab kabhi aap market main trading krte hai to aap pehle demo account main trading krte hue regular profit nae banane lagte jab regular profit hone lagta hai to fir trading krna easy ho jata hai aur aap halke volume se real market main aa sakte hai
ha mujhe lgta hai ki mai ready hoo real trading account m trading krne ke liye kyuki maine demo account mai bhi practice kri hai aur fir baad mai hi real account mai trading start kri hai. aur mujhe right time market movement ka tbh lgta hai jbh market open hoti hai.
Bro sahi hai accha qoestion hai apka..waise agr hum demo account mai constantly profit earn karte jaate hai to hum smjh jaana chaiye ki hum real trading k lia ab aa sakte hai lekin real trading mai kuch kuch hotta hai jo ki humy demo mai nahi milta hai or wo hai emotion es pi humy real mai control anna chaiye to hum fir demo ki trah real mai v profit karne lagnege
Dear jab hum forex market me new hote hai to hame pahle forex ke bare me jayda se jayda learning karni chahiye aur ek demo account banaker kum se kum 2 month tak practice jarur karni chahiye uske bad hame khud lagega ki hum ab real account me bhi small lot size me trading start kare.