Jee mein life time trade karan chao ga ku kea yeh bhut achi income source hea aur ap log iss sea zida sea zida earn kar sktea hea .
Printable View
Jee mein life time trade karan chao ga ku kea yeh bhut achi income source hea aur ap log iss sea zida sea zida earn kar sktea hea .
main to life time trading kerna chahti hu aur yehi meri life hai aur ye trading kebi be finish honey wala business nehi hai, so i like it very much,
G han ye app ka sawal bohat acha hai me jab tab is me kam karta rahun ga jab tak me ye kam kar sakhun ga ,me kabhi bhi is se peeche nahi hatun ga kyun ke ye mujhe profit acha deta hai or me is se crore pati bhi ban sakhta hun.:)
bhai mujay is business long time tak hi kerna hay.or main is business main nahi chor sakta.zarori nahi mujay is business ki earning say king hi bana hay.ager main is business main 1 acha profit har roz ka earn ker layta ho.to ya business maray liya buhat hi zayada acha business hay.mager is business main har koyi kamiyab trader nahi banta.kue kay 1 kamiyab trader bany kay liya apko is main time zayada say zyada time dayna hota hay..
Hi dear jaab jaan main jaan hay abb forex kay sath aik taluq qaim ho gaya hay kuoon kay yeh business hay or business tu chalta ratha hay kabhi rukta nahi hay iss liya iss main pochanay wali koi baat nahi hay dear sehat ur success jari rahi tu forex trade bhe jari rahay gee nahi tu kiya hay kay ruk jay gee bass .
Mein issy tb tk use krun gi jb tk mujhy iski zroort hy ku k jb mein professional life mein enetr ho jain gi tb mein issy chor dun gi aur abhi mein to student hun is liye mein ny join kia hy. Aur at time of job i will leave it. I just use it as for my part time job and earn for my study expensess.
dakho g agar to yeah forex trading ka business mery leya acha sabat hoya tab to main whole life karon ga yeah mery leya aik acha rozgar sabat ho sakta hy agar mujhe benefits ho tab main yeah nai kehta ka main har roz profits main jaon nuksan b ho sath tak ka mujhe sekhany ka b moka milaya or next care b karon us chez sy.
sir is bary main main ap ko kiya bataon k main kab tak trading karna chahonga sir main tu jab tak trading karta rahonga k jab tak forex business rahy ga or us waqt tak chahy main karorpatti ban jaon ya araab patti ban jaon main trading karta rahonga or trading ko choronga nahi
forex trading aik bhaut hi acha business hai..................... is jaisay business ko me kab say dhoond raha tha...........
me is business me kam kar kay bhaut khush hoon.............. aur chata hoon kay zindagi bhar is par kam karta rahoon...........
jab tak yeh business exists karega me is par kam karta rahoon ga................ :)
I made this the life time business in the world and i wanna that this business will never be end in the future and i wanna to make the lot of the money in this and i wish to do this business till the life and thee are the lot of the trader who want this...