trading karnay k lye hamesha kamyab trader ki tarha say sochna parta hai aur kamyab sirf wohi ho pata hai jiss k pas kuch karnay k lye hota hai meray andazay k mutabik is wakt kafi sara zyada work kiya raha hai aur kafi saray log is me behter earning ki taraf barh rahay hain ta k un k lye asani say zyada asani ho sake.