ji fores busines khud ek riksy business hain islye main apko is k barey main yahi advice karunga k is main zydaa risk nahi lena chayeh balkey is main low risk k sath hi trading karni chayeh and is main jiitna ap low risk k sath traidng karogey utna hi ap is main kamayab ban saku gey ...