hanji trader ko yaha apne aapko perfect banana hoga,ess business me paisa bahut hai lekin har koi yaha earn karle aisa ho nahi sakta,trader ko apne aapko bahut hard work yaha karana hoga jisse wo ess market me apni jagah bana sakein aur fir uske baad he unhe pata chalenga ki kaise kamana hai..

