Forex trading mein hum logo ko demo mein practice karke dekhna hain ke kounsa strategy accha hain aur ush hisab se hum logo ko ya real mein implement karna parta hain.
Printable View
Forex trading mein hum logo ko demo mein practice karke dekhna hain ke kounsa strategy accha hain aur ush hisab se hum logo ko ya real mein implement karna parta hain.
mere pss trend line k elawa koi strategy nahe hai is waqt kio k kabhi is par gour he nahe kia hai k strategy humy khud he banani parti hai then kahe j kar hood hum forex pr earn kar sakty hain...
hanji trader ko hamesha lot size apne capital ko manage karke chalna chahiye,trader agar bina soche samjhe high volume par trade kardeta hai to esme trader ka kaafi risk high hojaata hai,trader agar low volume par loss face karta hai to usko baad mein recover bhi kar sakta hai..
strategy tou bhut hai forex mai agar ap kese ik pair ko achea tarah notice kary ya focus kary one month tak tou ap ko wo kafi sari khud ki he strategy bana kar dai sakti hai...
Watch the market and wait until the price has moved away from the moving average. There is no distance the price should move. but the price bars should no longer be touching the moving average.
There are lot of strategy with the help of which you can make good profit so try to use and make some profitable strategy on the demo account so that it will help you while you trade on the real account to make real profits.
hanji forex mein kaafi saari strategy hai,ab ye trader ke hard work par he depend karta hai ki wo kaunsi strategy ko apne liye use karta hai,kisi bhi strategy ko use karne se pehle trader ko usspar achhe se work karna hoga tabhi wo strategy ko sahi dhung se use kar sakenga..