Waise toh forex business main education ka jyeda role nhi hain kyunki kam education wala person bhi forex business join kar sakta hain and earning kar sakta hain lekin agar kisi person ke pas achi education hain to uska advantage use mil sakta and apni understanding se acha career bana sakta hain.