jiss wakat ek new trader is kam me ata hai to usay yehi tension howa karti hai k wo kissi tarha sya behter kuch seekh sake or behter tarha say learning kartay howe agay barh sake jitna zyada koi b trader khud ko zyada seekhnay ki taraf lata hai us ko utna he achi tarha sub kuch seekhnay me mill pata hai or samjha jata hai.

