Stop loss lagane ka sabse jayda importance ye hota hai, ki hum agar trade karte hai, aur market humare against gaya, to hum sirf utna hi loss face karenge, jitna humne soch rakha hota hai, aur capital bhi safe rahta hai. :)
Printable View
Stop loss lagane ka sabse jayda importance ye hota hai, ki hum agar trade karte hai, aur market humare against gaya, to hum sirf utna hi loss face karenge, jitna humne soch rakha hota hai, aur capital bhi safe rahta hai. :)
The importance of the stop loss in forex currency trading decisions could not be over emphasied, it is too important. I believe that in forex, we must apply the stop loss each time that we are taking forex trading decisions
In the end trade losses have significant effects, are incorrect, if you don't use SL to reduce prices, according to the analysis, traders always use the stop-loss something close, confirms the registration of trading account balance. But now, a lot of trade, but also a place in sl and TP, I know.
stop loss 1 chhez hi aisa hai jisse sare forex trader hate karte hai lekin stop loss system 1 bahut acha system. stop loss ka samaj khali woh aadmi ko hota hai jisne forex ko bahut kareeb se dekha hai.woh samajtha hai ki stop loss ka kya matlab hai aur kya nahi.mai hamesh jab bhi koi order open kartha hu toh tp aur sl dono hi 50 pip par rakh deta hu. stop loss hamare account ko finished hone se or margin ka jyda loss hone se bachata hai
abhi to main aik student hu aur main koi aur job ya business nhi krta aur forex ko as a part time kr rha hu . aur forex se mera acha kharcha bn jata hai . aur future main bhi forex ko full time krna chahta hu .
stop aik bohat hi small sa tool hai lekin is ka faida bohat hi big hai. stp loss ko use krne se hum ko tention nhi rehti aur apna account bhi blow nhi hota.ager koi net problem ho jaye ya kuch other to take profit aur stop loss hi sub se faida dete hai.
stop loss is a very valuable tool in forex platform,it act as safety measure to protect your equity from complete loss,hence it must be used while trading seeing its benefit in trading.