han g ya ak bari waja ha loss ki ka jb ham kisi be cheez main fear mahsos karain ga to hum os main loss karain ga is he tarhan trading main be yahi ha ka ap jb loss karty han to os ki main reson hi fear hoti ha kun insan ka sub sa bara dushman he dar ha jo os ko la dubta ha

