Mujhe andaza hai k main abhi forex trading real account me karne k liye tayyar nahi hoon kyun k main abhi bhi forex trading consistent profit gain nahi kar paata hoon lekin main iske liye kosish bahut karta hoon aur mujhe is baat ka yaqeen bhi hai k main ek din isme acha amount earn kar paonga aur jab main isme regular profit gain karne lagunga tabhi main real me trading karne k kabil samjhonga apne aapko.