-
Cryptocurrencies ne aajkal bahut he market me dhoom macha rakha hai,abhi eske boom period chal raha hai aur BITCOIN esme sabse number one hai jo world me kaafi place par use hota hai..
On 1st august bitcoin ko 2 parts me divide kardiya gaya hai aur esko BITCOIN CASH(new one) aur BITCOIN kaha jaata hai..
kuch he months me btc ka price 4000% se jada increase hua hai aur aage future me aap sabka kya kehna hai eske baarein me apna share details ke yahan bataye..
-
Market Movement sell.
Pair sell ka ban gya hai Market kafi Oper hoii hai ab
Nechy ki traf movement kar rahi hai is lia main Kahun ga k Humain
Trade sell ki laga deni Chahie ye Humary lie kafi Faidy Mand Sabit ho Sakti
hai or Akhri 8 Ghanty ka Garaff Dekha jaye to saaf pata Chalta hai
Market Oper ho k ab Nechy ki traf movement kar rahi hai.
-
Learn about presearch
Presearch ek decentralised cripto currency hai.
Preseaech team ne decide kiya ki internet ki search fild mai ek change laya jaye so that ab jab bhi koi user presearch pe search karta just like google tho ushko badle mai pre coin milta hai.
Aaj google pe per second million time search hota hai google yaha tak aane mai decads lag gaye par blockchain ke help se presearch ko sucess hone mai jyada time nahi lagega.
Jeshe ki mujhe hi dekh lo jab se mujhe ishka pata chala tab se mai sirf presearch pe hi search karta.
Bina search kiye internet ki duniya mai bahut sare kam adhure reh jate hai.
Aaj se aap log bhi presearch use karo and ishki value creation mai help karo.
I am not sharing link
but kishi ke link se join karne pe 25 pre coin free milte hai.
Thanks
hope so ye apko help karega.
-
ota - iska kya future hai crypto market mein ?
IOTA - Abhi kuch waqt pehle ye currency bhut famous hui aur market mein bhut Chacha mein thi aur ek waqt aisa tha jab isne ripple ko peeche chor kar no 3 Ki position bana li thi aur iska market CAP bhi bhut upar chala gaya tha .
At Present Ye No 9 ki poition par hai aur iska Total Market Cap - 5.23 Billion Dollars ke kareeb hai .
Bhut saari companies ne iski technology ko adopt kiya hai .
Aayein discuss karen iska aage future kaisa hai aur kya price ho sakta hai ek Coin ka future mein ?
Iski technology kaisi hai aur ye kaun se system pe chalta hai ?
In sab points pe apne views dein .
-
meri teraf sy sab dosto ko salam jesa k ap sab ko pta hai market pichly hafty kafi nechy gai thi
or mujhe lg rha hai market aj bhi kafi nechy ki teraf jay gi is liye hamy nechy ki teraf trade lagane chayie
taky pichly hafty ki terha is hafty bhi achy paise kamaye ja saky
-
The biggest move
Cryptocurrencies ne aajkal bahut he market me dhoom macha rakha hai,abhi eske boom period chal raha hai aur BITCOIN esme sabse number one hai jo world me kaafi place par use hota hai..
On 1st august bitcoin ko 2 parts me divide kardiya gaya hai aur esko BITCOIN CASH(new one) aur BITCOIN kaha jaata hai..
kuch he months me btc ka price 4000% se jada increase hua hai aur aage future me aap sabka kya kehna hai eske baarein me apna share details ke yahan bataye..
-
meri teraf sy sab dosto ko salam jesa k ap sab ko pta hai market pichly hafty kafi nechy gai thi
or mujhe lg rha hai market aj bhi kafi nechy ki teraf jay gi is liye hamy nechy ki teraf trade lagane chayie
taky pichly hafty ki terha is hafty bhi achy paise kamaye ja saky
-
je mere bhai bitcoin bht he best curency hai main tu es ka bare main tab se janta hon jab 1 bitcoin 250$ ka tha or bht he kam time main bitcoin ne bht zida tarki ke hai es liye main tu bitcoin ko bht he best manta hon or yeh sab se best payment method hai or main ese ko like krta hon yeh ap trading main bhe best use kr skte hain
-
आज बाजार की धारणाएं ...
चार्ट और इंडिकेटर के सभी रूटीन के बारे में मुझे पता चला है कि आज बाजार ऊपर की ओर बढ़ेगा इसलिए मैं अपने सभी भाइयों को सुझाव दूंगा कि हमें ट्रेडिंग के लिए खरीदारी का विकल्प चुनना चाहिए। आशा है कि आप मेरा अनुसरण करेंगे और अधिक पैसा पाएंगे क्योंकि मैं बाजार को ध्यान से देखने के बाद इसे पोस्ट करें सौभाग्य…।