ye same nahin hain.in main thoora he difference hai.agar hum mt4 use karty hain to ye easy hai or hum easily trading seekh sakty hain.agar hum mt5 use karty hain to ye thoora difficult or advance hai.beginners kay liey mt4 he best hai.
Printable View
ye same nahin hain.in main thoora he difference hai.agar hum mt4 use karty hain to ye easy hai or hum easily trading seekh sakty hain.agar hum mt5 use karty hain to ye thoora difficult or advance hai.beginners kay liey mt4 he best hai.
mt4 purana hai aur mt5 new software hai dono best han :)
---------- Post added at 01:32 PM ---------- Previous post was at 01:29 PM ----------
yes dono hi trading ke liye han
these are both trading software which use in the forex trading the main difference between these is this that meta trade 4 is the old version of the meta trade 5 and it has some new and good features in it but the mostly peoples are using the meta trade 4 for trading
je dear mt4 mt5 se thora easy he or me5 thora muskil he ye dono same nhe hen log zada tar mt4 ko use karty hen.
MT4 and MT5 are not same,previously brokers used MT4 for forex trading,it was good ,simple ,Now There is a latest version which is MT5,which has new diffrent feature,People who are used to of MT4 find this new version different so they are still using MT4,but you can use MT5 it your choice.
donon ka kam to same hi he keh forex ka karobar kerna or es ki deitels ko mehfoz rakhina or es men frk es bat ka he keh mt4 slow he or mt5 fast he yeh fast chilta he or wo slow chilta he or mt5 loss profit ziada kerta he or mt4 kum kerta he, There is a latest version which is MT5,which has new diffrent feature,People who are used to of MT4 find this new version different so they are still using MT4,but you can use MT5 it your choice.
Bhai jaan takreeban ya same hi hai.Lakin difference ya hai kay in kay version mkhtalif hai.kehnay ka matlab ya hai kay mt4 purana hai or is mai speed kam thi.jab kay meta trader 5 latest version hai or is mai speed ziad hai work ki.
meta trader 4 aur meta 5 2no differnt hain...meta treader 4 purna softwre hain..aor meta trader 5 new version hai...jis main bg=ht say new feaute hai..jo meta trader 4 main nhi hai..meta trader5 acha softwre hai
mt 4 aur mt 5 dono trading kay soft ware hain , mt 4 old version hai jab kay mt 5 latest hai, kam dono ka same same he hot hai. lakn aksar log mt4 he ko use karty hain.
Mt4 and Mt5 same nahi hain in main khuch zyda faraq v nahi he magar differenece zaror he so mt 4 ak old version software he or mt5 ak new version software he,mt4 ko smjna bohat asan he because is k user v kafi hain jo k ak long experience rkhte hain mt k bre main. mt5 new or latest version he so is ko smjna main v thori boht muskil paisa ati he.