mujhay forex trdaing kay baray mein maray dost nay bataya tha or may jahan us kay kehne pay aya hun or abhi mujhey forex kay baray main jitna pata chala hai is forum may say pata chala hai or yahan kafi traders apnay experience share karty hain jo beginners kay liye bohat acha hai.