dear main nay aik bar aisa kiya tha k eru/usd ko aik hi point par buy ur sell kiya tha lakin jub wo 50pips oper giya to main nay buy ko close akr diya aur jub wapis aya to main nay sell ko close akr diya 2no trades main hi profit howa lakin ye bhot risky tha dobra kabi nahi kiya aisa main nay