Originally Posted by
Trump
hanji forex ke business me little profit hota hai to usko le lena chahiye,forex me trader ko kamyaab hone liye market me jaada profit ke lalach me nahi rehna chahiye,esme trader jitna kamm aur consistent profit se kaam karenga wo esme utna he acha kar sakenga,forex ke business me jada profit karna hai to uske liye patience aur discipline me kaam karna chahiye aur esme trader dheere dheere he market me earn kar sakenga,esme jab trader ke paas professional skills aajata hai to wo esme uske baad he acha se kaam kar sakta hai,forex ke business me trader ko ache se money management karte hue he market me kaam karna hoga jisse trader ko pata chalenga wo esme kitne volume me market me trade open kar sakenga aur wahi sahi tarika market me kaam karne ka hota hai.forex trader ko esme trading strategy market me banana hota hai jisse wo esme market me kabb trade me entry aur exit lena hai ye pata chal sakein,esme trader ko skills hona chahiye aur jitna wo khud se practice karta rahenga wo esme utna he acha kar sakenga.forex trader ko chahiye wo market me hamesha present rahein aur har fundamental news ke baare me pata ho jisse wo kiss pair ya currency me kaam karna hai pata ho.mostly traders forex me jada profit ke chakkar me rehte hai aur esliye wo aaya hua profit wala trade bhi loss me kardete hai,esme trader ko aise kaam nahi karna chahiye,esme trader ache se sabb samajhkar aur bina lalach ke kaam karenga tabhi wo acha kar sakenga,esliye trader ko low profit milta hai to usko le lena chahiye.