Originally Posted by
Trump
hanji forex ke business me profit aur loss dono he hota hai,esme trader ko apni galti ko accept karna hota hai,esme trader ko agar chhota low profit bhi milta hai to usko le lena chahiye kyunki hamesha forex ke business me bada profit mile aisa nahi possible hota hai,esme trader ko apne account me money management karna hota hai jisse trader ko kiss volume par trade open karna hain aur usme kabb entry aur exit karna hai ye pata chalega,esme trader ko jald baaji se market me kaam nahi karna chahiye,esme trader ko market ko proper watch karna chahiye jisse usko pata chalenga esme kabb profit lena hai,forex ke business me trader market me kahi baar greed ki wajah se he esme loss kardeta hai,esme trader ka aaya hua profit wala trade bhi loss me badal jaata hai,esme trader ko aise market me kaam nahi karna chahiye,esme trader ko sabb ache se pehle samajhna chahiye aur uske baad he trade ko open karna chahiye,forex ke business me jitna jada trader soch samajjhkar aur analysis se kaam karenga wo esme utna he acha kar sakenga.forex trader ke liye jaroori hota hai ki wo esme trade open karne se pehle he usme set up karle jisse take profit aur aur stop loss wo lagakar he trade ko open karein jisse usko pata rahenga usko kitna profit mil raha hai,waise to long term trader ko he bada profit milta hai,short time trader ko high volume par kaam karna hoga tabhi wo kamm time me jada profit earn kar sakenga.