nahi mery khyal main scalping main profit nahi hai kun ke iss se hum loss bht ziada kar skaty hain ye kuch hi traders kar skaty hain jin ka pass koi achi tachniques ho lakin iss se hum forex main kamyab nhi ho sakty hain humy iss business ko sikhna chaye aur short trading karni chaye scalping ko kun ke kafi broker ab allow nahi karty hain.

