har indicator jou hai wo theak signal nahe daita hai humay indiocator ki bajye zaydah dehan sai news ko watch karna cahay ta k humay profit ho aur hum acaha earn kar saky jou ap nay shere kai hai indicator wo itna kahs nahe hai aur .ise tarah k bhut hain jou k faida nahe daity hain...

