forex ek achha business aur is main say hum short time main kaafi earning ker sakty hain forex kay baary main jo parha hain us main yeh hai keh fprex ko money making machine kehty hain aur yeh hai bhi haqiqat forex main kamany ka bohat achha chance hota hai aur hum sab ko is say bharpoor fayeda uthana chaiye