bhaiya ji agar trading long term hain aur bina SL ke trading karna chahta hain to sabse main cheez uska capital bahut bada hona chahiye taki negative mein jitna marzi jaye usko margin call na aa sake bhaiya ji
Printable View
Hedging is very dangerous one when compared to stop loss, Hedging is used in some extreme cases but Stop loss in all trades. If we want to have some success in Hedging we should be experienced well.
Mujhe jayda stoploss ke sath mein hi trade karna pasand hain hamesha main is tarah se trade karta hu pahle kafi baar try kiya tha ki hedging karke paisa earning karu lekin main us tarah ki trade mein safal nahi ho paya tha bhaiya ji
hanji hedging karke safal hona bahut he mushkil hota hai,ess business me trader apne aap se analysis karta hai aur fir uske baad order open karta hai to woi uske liye achha rehta hai aur usmein stop loss lagana bhi trader ko jaroori hai fir he sahi trading maana jaata hai..
Hedging and stop loss plays extremely vital role in forex trading.. By applying these two tools, you can minimize your loss but new traders should keep them self away from hedging because it requires lots of experience.. Stop loss must be used by every trader, either experienced or new comer
agar tu ap new trader hay aur es business ko achay sa jantay nh hay tu phr mera mashwara yahi hay k ap stop loss hi use karay , hedging karna bilkul bi asaan nh hota hay , experience trader hi hedging sa faida hasil kar saktay hay .:)