G bilkul me ap ki baat se agree hu ke forex me hum bohut achchi income kama sakte hn, forex me achchi earning ki ja sakti hn, aur trading me agr profit hota hn tu loss bi hota hn, forex ki earning se me satisfy hu ke forex earning krne ke liye aik best plat form hn, jis ki earning se me hi ni balke har trader satisy hota hn, kyu ke ye aik best place hn, jaha se har trader easily earning jar sakta hn, aur forex me enter hu sakta hn, forex trading itni jyada bi easy ni hn, jitni hum samjhte hn, forex me hamesha soch samjh kar aik aik qadam badhana chahie, aur kabhi bi jaldi bazi me aa kar trade ni opn karni chahie, hume market me entey tab hi leni chahie, jab hume trend confirm hu jai, aur jaha tak market ke jane ke point hu waha pr hume tp aur stop loss ka use karna chahie, yha pr beginer ku sikhne ki jarurat hoti hn, forex me jab koi bi new trader enter hota hn, tu wu es ki earning se satisfy hu hi jata hn, lakin me ne jab trading start ki thi tu me ne trading me bohut jyada loss kiya tha, aur jab me ne es ke bare me learning ki aur fir me dobara es me enter howa tu me bi es ki best earning se satusy howa, trader koi bi hu tab tk es ki earning se satisfy ni hota jab tak wu khud na es pr best earning kar le, lakin hume es me hamesha tab hi participate karna chahie, jab tak es me achchi experience na bana le..