trading risky business hai lekin risk ham khud lete hain jitna hamara dil kare ham risk le sakte hain risk ki koi limit nahin hai ham jitna ziada risk lete hain utne ziada profit hone ke chance hote hain lekin forex trading mein risk tab he liya jaaye jab aap ko market ki confirm position Ka pata ho with out confirm kiye kabi be high risk trading mat karen warna aap ko high level ka loss ho ga main to jab trading karta hun to pahle money management se analysis kar leta hun aur market ki position ko find kar leta hun money management se aapbko risk percentage ko calculate karna aa jata hai aur aap proper risk le kar trading karte ho jis se aap ko loss hone ke chance nahin hote kyun ke money management mein aap stop loss or take profit ka istemal be kar lete ho stop loss hamen big loss se sage karta hai aur take profit hamen acha profit karne mein help karta hai aur hamen greed se be buch jate hai es liye jab aap ne risk lena hai to aap pahle money management sikhen tab aap ko risk percentage ka pata lage ga ke high risk acha hai ya low risk