Bhai dekho hum me se koi bhi tumhare dimaag aur psychology ko influence nahi kar sakta isiliye main tumhe ye advice karta hun k apne market analysis, basic knowledge aur experienced traders ki help se khud ki strategy banao aur use follow karo.
Printable View
Bhai dekho hum me se koi bhi tumhare dimaag aur psychology ko influence nahi kar sakta isiliye main tumhe ye advice karta hun k apne market analysis, basic knowledge aur experienced traders ki help se khud ki strategy banao aur use follow karo.
yes mairay pyaray dost ma apko ik ashi staratigy btata hu jis ki waja sa ap bht sara paisa earn kr saktay hai is ma apko ye krna ho ga k ap apna ik to trading ka time fix kr la k apna is time trading krnai hai
hanji bhai scalping strategy kaafi achhi hoti hai aur trader esse kaafi faida bhi utha sakta hai par agar esme thodi si bhi galti hogaye tou hume loss bhi fir waisa hei ho sakta hai,mai kahunga jab bhi scalping karein uski pehle practice karle aur hamesha take profit point lagakar chale..
Bhai agr ap o strategy chose krni ha to , Forex ko phly achi trha read kry us ka bad ap ko khud kafi knowledge ho jye ga Forex ka about. ap khud achi strategy choe kr skty hian. ma to ap ko ye hi khu ga ka ap ni jonsi bi strategy chose krni ha. wo bs simple honi chahiay and good strategy chose krna
Men apko koi stragery nehi bata sakta men bhi is waqt koi stragery nehi istemal kar rha .
aap apni jaga theek hongay lakin yeh kehna kay gold long time kay liay buy kar kay yeh humasha bharay ga yeh tasur theek nai hai gold ki investment sab se dangerous hota hai. be careful.
Although always a specialist, dung practitioners demo account or your system can be set as required, and then backrest results and their actual business and merchant development, we can not learn and practice ... Again and again because the most dynamic in this business, then we have to continue to learn and practice
Bhai forex trading me agar to kamyabi hasil karna chahte hain ap to zarori hai ap apni strategy khud banaen , dosroon ki btae hoi strategy ap k koi kam nai ae ge ap samjhain trading ko aur strategy banaen apni khud se,.....