Forex main trading to sub kartay hein jin ko ati hai wo bi aor jin ko nahi ati wo bhi. sawal yeh hai kay 1 week main kitney din trading karni chhaiye? meray khayal say to 3 din trading karni chhaiye Monday , Thursday aor Friday ko main in dino main he trades lagata hon aor weekend say pehlay he ya market kay close honey say pehlay he apni tamam trades close kar deta hon. ap log apna apna tajurba bataen ap log kia kia kartay hein.