me kafi time se is business me trade kar raha hun lekin mujhe sirf do hi trading session london and newyork session ke bare me knwledge he me jan na chahta hun or kitne session he trade karne ke lie forex me
me kafi time se is business me trade kar raha hun lekin mujhe sirf do hi trading session london and newyork session ke bare me knwledge he me jan na chahta hun or kitne session he trade karne ke lie forex me
Forex market has the fours session. You are work the he market session base or you can work the market own planning. I am suggest you that you are work the market with the proper planning. You are achieve the target
bahie Forex market kay four session hain yeh Sydney saiy start ho ker japan aur pher London aur New York session hotay hain ap ko jo easy session feel hota ha market ko join kay ker kay trade ker saktay hain yeh sab traders kay bohat achi opportunity hain earn kernay ka liya.
nhi maina abhi tk is kay baray main kahin nhi parha hai kay forex trading kay trade kay business mai kitnay session hai agr aap ko is kay baray main pata hai to aap mujhay zaroor btao q kay trade kay session kay baray main maine pehli baar suna hai
forex market has four session. the four sessions are very important. in my thinking that work the market in these session. so that you are work the market strategy base. you are successful trader. you are earn the money regular.
Dear mera jitna knowledge hain os k hisaab se three sessions hain first singapore sessions, second london sessoion aur third newyork session ha lekin forex me london aur newyork session me zada movement ho hoti ha aur jab london session ka closing time hota ha aur newyork ka opening time hota ha to tab hi zada news important hoti ha aur yahi move trading me bara role ada karti ha.
G haan jnaab g mujhee b bassy yeehi para haai keh trading session newyork haaa london haai japani bhi our americaa kaa bhi jnaab g mee bhi aaapki taarhaa ziaadaa kuch jaantaa too naahi hhoo jnaab ggg baass koshisj kaar raha hoo jnaab gggg
gi han trading kai kafi sessions hein ap kisi sai bhi sikh sktey hein iss waja sai trading ka kaam aj ki duniya mein sub ko atta hai aur mein kahta hun kai jis ko forex ka kaam atta hai wo aj happy aur wo kabhi job less nahi ho saktaq hai
is business ko kar lenay k liye hume 4 trading sessions ko dekhna or samjhna parta hai isi k liye he hum kissi na kissi tarha say kuch seekh saktay hain hume hamesha he is bat ka khyal rakh lena chahye k hum zyada dair tak achi tarha say apnay kam ko kar sake ta k hum ko behter kuch mill sake or hum ko acha kuch hasil ho sake.
dear friedn is main ap k liyeh koee limit nahain hia is main hum oura din b kama ker skatay hian and yeh humaray liyeh itan asaan nahain hia k hum her wakt is main her sesion ko kmyaba ban skayin and is main proffesionlizm bohaat zarooi hai.