View Full Version : Kya aap forex me abhi tak nuksan me ho ya faidye me?
Pages :
1
2
3
4
5
6
7
8
9
10
11
12
13
[
14]
washaccount
2021-09-02, 08:37 PM
ji dost trading ko to tabhi kiya ja sakta hain jab usmein wo achcha experience ko gain kar leta hain experience ka hona bahoot hi jayda important hota hain tabhi wo trading kar sakta hain agar jo experience nahi hain to kaam na kare aur apne paiso ko bachaye
bhai main ap se buhat jayda sehmat karta hon trading esa risky business hai ke agar hamre pas knowledge or experience acha nh hai tu hame kabe bhe profit nh ho ga or phir agar hamra capital best nh hai or ham jadya greedy karte hain phir bhe ham profit nh kar sakte hain phir hame es business main nuksan hi ho ga or agar hamre pas knowledge or ache information hai tu phir ham ache earning kar sakte hain or sath main capital ka acha hona bhe buhat jurori hai ache capital se ham log ache trading kar ke kamayb hu sakte hain es business main or ache success hasil kar sakte hain laken main trading main nuksan main nh hon kise time loss ho jata hai laken main recover kar leta hon apne loss ku agar ham proper market main time spend karte hain tu ham log loss se bach sakte hain or earning bhe ache kar sakte hain agar knowledge nh hoga tu hame trading main loss hu sakta hai
Zurnish
2021-09-05, 10:27 AM
bhaiyo is na naksan or profit dno hi ata hai agar ap ko trade lgana acha sa ata hai to ap kbi bi loss ni hoga agar ap sekh kr trading kra ga to ap ko loos ni ho ga.Is ka sub s best way hai k ap log sb s phla demo account pr trading krna sekha phir hi original account pr trading kra tb ap ko los ni ho ga
Dosra is k best way ya hai k ap rozana posting kra or acha bonus pai agar ap ko loss ata hai to ap k pass or bonus ho ga phr ap acha profit la skta hai instaforex s or muja is ma loss boht km ata hai kyu k bhaiya ma n phla trading krna seekha hai or phr trading ki hai or ma loss ko recover krlata ho boht jldi or profit bi acha la lta ho
hanumantrader
2021-09-27, 08:08 PM
bhai main ap se buhat jayda sehmat karta hon trading esa risky business hai ke agar hamre pas knowledge or experience acha nh hai tu hame kabe bhe profit nh ho ga or phir agar hamra capital best nh hai or ham jadya greedy karte hain phir bhe ham profit nh kar sakte hain phir hame es business main nuksan hi ho ga or agar hamre pas knowledge or ache information hai tu phir ham ache earning kar sakte hain or sath main capital ka acha hona bhe buhat jurori hai ache capital se ham log ache trading kar ke kamayb hu sakte hain es business main or ache success hasil kar sakte hain laken main trading main nuksan main nh hon kise time loss ho jata hai laken main recover kar leta hon apne loss ku agar ham proper market main time spend karte hain tu ham log loss se bach sakte hain or earning bhe ache kar sakte hain agar knowledge nh hoga tu hame trading main loss hu sakta hai
ji dost ye to haiga ki trading ka kaam bahoot hi jayda risky kaam haiga aur is kaam mein trading karna bhi easy nahi hota hain kaam aisa karna hota hain ki trading se kuch profits bhi kamale aur ulta apna balance bhi safe rakhe jiski jaroorat trader ko sabse jayda haigi kam hi trader aisa successful trading kar lete hain jo apne balance ko bhi bachchate hain aur trading mein earning bhi karte hain agar kuch trader nuksan bhi karte hain to uske liye bahoot hi achcha sabak bhi hota hain ki wo jo bhi galti kar chuke hain wo usko dekhe aur trading mein sudhar laye trading mein nuksan to hote hi haiin lekin wo trading mein bahoot had tak loss ko recover bhi kar lete hain kyu ki wo trading badiya karte hain aur unke pass mein wo power bhi hoti hain jiski jaroorat trader ko hoti hain aur us power ka naam agar jo kahu to knowledge ka hona aur badiya experience ka hona ye dono cheeze jab kisi trader ke pass mein hoti hain to wo market mein kafi achcha janta hota hain ki kis tarah se usko trading karna hota hain aur kaise wo trading karke apne loss ko recover bhi kar lete hain aur ulta wo profits bhi earning karna shuru kar diya karte hain jo trader apne experience aur knowledge ko nahi badate hain wo trading nahi kar pate hain aur agar wo trading karte bhi hain to bas unka anjaam trading mein loss ka hi hota hain
Yaseenyy
2021-10-01, 05:59 PM
Jab aap kuch pips earn karty ho to aap ka sab say mushkil kaam hota hay un pips ko protect akrna aur wo trader jo ye kaam kar gaya wo kaam yaab ho gaya. Aap ko itna barra nuksaan aik hi trade main naheen karna chahiye aur stop loss use karna chaiye high liquid aur volatile hours main.
weeklyscalpertrader
2021-11-10, 02:10 PM
Jab aap kuch pips earn karty ho to aap ka sab say mushkil kaam hota hay un pips ko protect akrna aur wo trader jo ye kaam kar gaya wo kaam yaab ho gaya. Aap ko itna barra nuksaan aik hi trade main naheen karna chahiye aur stop loss use karna chaiye high liquid aur volatile hours main.
रियल अकाउंट ट्रेडिंग माई ने नहीं की अभी तक लेकिन बोनस पे वर्क कर रहा हूं और माई ने यहां से सुंदर राशि कमाएं की है तो मुझे लगता है कि के माई यहां पे नुक्सन माई नहीं क्यूके मुजे अच्छा प्रॉफिट मिला है और मैं के अभी भी पे वर्क कर है अपना मुनाफा जमा कर रहा हूं।
sachit
2022-04-25, 09:04 AM
बहुत ही सुखद है अगर हमें इस व्यवसाय में एक सक्षम सलाहकार मिल जाए, तो निश्चित रूप से इससे व्यवसाय को समझना बहुत आसान हो जाएगा, कम से कम हमें लगातार लाभ प्राप्त करने के लिए सड़क पर जाने का एक शॉर्टकट मिल सकता है। हम एक अनुभवी सलाहकार द्वारा निर्देशित हो सकते हैं और हमें बता सकते हैं कि क्या हम गलती करते हैं
hanumantrader
2022-05-05, 04:29 PM
why ashame buddy it happens for our good only, unless we face loss we cant taste profit. i started with 20$ and reach upto $65 in 3-4 week then i blew it. then started frest again with $99 got $250+ and lost all again. but the lost taught me never to be greedy and control my emotions.
ji haan aapne sahi kaha forex trading duniya ka sab se best trading business hai aur utna hi bada yeh business hai utna hi zyada ismein risk bhi hai aur forex trading ke iss business mein kamiyabi hasil karna itna bhi easy nahi hai aur abhi tak mujhe iss business mein accha profit hi hua hai halaki kabhi kabhi mje loss bhi hota hai per yeh sab sirf hamare upper depend karta hai ki hum kitni mehnat aur hardwork ke saath kaam karte hai aur aisa nahi hai ki mujhe sirf profit hi profit ho raha hai zahir si baat hai agar profit hai to loss bhi hoga hi to profit ke saath saath mujhe losses bhi hote rehte hai aur loss sirf hamari khud ki galati ki wajah se hi hota hai aur profit bhi hamare hardwork aur hamari strategy aur planning per hi depend karte hai ki humari strategy kitni acchi hai aur practice bhi aur agar hame loss hota bhi hai to hame haar nahi maan ni chahiye hame apne loss ko face karna chahiye aur jo hamari mistakes hai uss per work karna chahiye tabhi hamara loss profit mein convert hoga aur tabhi hame accha profit aur acchi earning hogi iss tarah se forex trading ke iss business mein faida aur nuksaan hota rehta hai yani ki losses aur profit hote rehte hai aur abhj maine kaafi kuch sikha hai kaafi knowledge bhi mujhe gain karne ko mili hai isliye iss waqt main loss mein na hokar profit mein hun
Powered by vBulletin™ Version 4.0.8 Copyright © 2025 vBulletin Solutions, Inc. All rights reserved.