PDA

View Full Version : Forex trading is like a war, we have to prepare our weapons



Sara_khan
2019-05-01, 11:00 AM
Forex market aik WAR hai jis men fight kerny kay liy apny weapons ko prepare kerny kiz zrorat hai, War ka matlab hia is men Seller and Buyers kay dermiyan fight hoti hai.
Ager ap buyers ki side per hein ap k pas bullish market kay bare men experience and knowledge ho and market ko kis terhan se buy trend ko judge kerna hai us ka knowledge ho. Aur ager Sellers ki side per hein pher Bearish trend kay men knowledge ho ye sab ap kay weapons hein.

sonia1122
2019-05-01, 12:40 PM
g han ye war hi hai jis men her roz traders kay dermiyan market ko apni desire direction men lany k liy fighting hoti hai jo win kerta hai wo market ko apni traf lay ker chala jata hai ye fighting men apni sahi position ko bhi select kerna parta hai jis se apni team ki himayt kerty hien or us ko wining kerwaty hein

Zahra
2019-05-03, 08:33 AM
War me apni preparation karo is war me jo weapons hein wo hmara experience hmari skills or hmara knowledge ha jo is war men winning kay liy use ker sakty hein jo her traders ko use kerny hoty hen is war men apni position ko strong rakhna hota ha jo ager waek ho gae tu ap pher is men lost ker jao gay or dubara se apny account ko deposit kerny ho ga is liy khud ki safety kero

HP2018
2019-05-03, 09:43 AM
ji han dear vyeh ik war hi hai jis mein traders or market both apne apne trend or ways kay darmiyan mein fight kerte hain jo us mein win kerta hai wo market winner hota hai start mein mere ustad kaha kerte the keh market bahut tough hoti hai is mein ap jitne bhi expert ho jaen loss zaror ho jata hai r really ais a hi hai is market mein ap jitne bhi expertho jaen loss lazmi hota hai

white_gold
2019-05-04, 07:42 PM
prepare ker lein trading men enter hony se pehly hi, jab tak khud ko tiyar nhi kerien gay is men jeet hasil kese ho gi. ham sab traders ki two types hoti hian koi sell kerta hia or koi buy kerta hai pher hm sab ki apas men fight hoti hai jo jeet jaey ga profit us ko ho ga

nadia
2019-05-05, 09:39 PM
forex business men koi war nhi hoti hai is men market ko dekhan hiai kis traf ja rhai hia ager is ki simat me hi apny position ko open ker li jaey pher is men hamein profit ho jaey ga bas market ko achi terhan se dkehnahi kay kis traf ja ja rhi hia pher is me apni trades ko open kerna hia

sakigbest
2019-05-05, 10:37 PM
g haan apna bilkul thkk kha hai ye ek war ki tra ee oti hai bss bnday ko ek ek apl ek new problume ko solve kerna hota hai jis ki bnda khob koshkih kerta hai lakin ye aitna asn kam nhi hai jitna hum ni socha hai yaa hum sochty hain

Muhammad_Arif
2019-05-10, 06:14 PM
han ye baat sahi hay kay forex trading aik war hay kay humy us trading kay hawaly say prepare honay chahi hay forex trading kay humny ready hony chahihay forex trading kay hum forex trading kis tarha prepare hona hay wo humny pata hona chahihay.

Maryam21
2021-01-28, 05:06 PM
G bilkul bahi, forex market 1 war ki tarah hoti ha, jaha hum ne market ke against fight ker ke profit lena hota ha, or sab log jante hn war ke leye bhi achi training ki jaruat hoti ha, hum tab hi war ker sakte hn, wihtout training hum war haar jae ge. Asa hi sab kuch forex ma ha, jaha phle hame forex ko start kerne se phle demo account per lajmi practice kerni hoti ha, ta ke profit le sake, warna without practice hame bohut loss ho sakta ha. Hum is ma jitni achi practice kere geye, is se hamara experience increase ho ga. Yaha forex market ma hum strategy ko as a weapon use kerte hn. Strategy apply ker ke profit lete hn.

IFRARani
2021-11-18, 05:55 PM
G bilkul bahi, forex market 1 war ki tarah hoti ha, jaha hum ne market ke against fight ker ke profit lena hota ha, or sab log jante hn war ke leye bhi achi training ki jaruat hoti ha, hum tab hi war ker sakte hn, wihtout training hum war haar jae ge. Asa hi sab kuch forex ma ha, jaha phle hame forex ko start kerne se phle demo account per lajmi practice kerni hoti ha, ta ke profit le sake, warna without practice hame bohut loss ho sakta ha. Hum is ma jitni achi practice kere geye, is se hamara experience increase ho ga. Yaha forex market ma hum strategy ko as a weapon use kerte hn. Strategy apply ker ke profit lete hn.

ji han ye business war ki tarah hi hai hume yahan profit loss k bech jhang karna hoti hai proper mehnat karna hoti hai tab hi trader win karta hai profit ko agar trader mehnat nahi karta time nahi deta hai woh loss kar deta hai hume har time yahan tyar rehna chahiye market ko understand karne k liye hume yahan time dena hota hai jis trah war main ap us waqt tak succeed nahi hote jab tak ap ki tayari mukamal na ho bikul isi tarah Forex Trading Business main ap ko puri tarah tayar rehna hota hai ap ko apna kaam mukamal focus ke sath karna hota hai learning or experience ke sath kaam karna hota hai or mehnat must hai successful hone ke liye ager ap is business main successful ho kar is se benefit hasil karna chahte hain tou khud ko tayaar rakhen trade karne se pehle ap ache focus ke sath learning karen kyun ke learning ke bager ap koi kaam nahi kar sakte achi trah achi trade ke liye first acha learn karna important hai then ap ko results achi earning ki surat main mile ge ap ko achi strategy bna kar kaam karna chahye or ap ko fresh mind ke sath learning karni chahye ager ap ke mind main kisi qisam ki tension hai tou ap achi trah se focus nahi kar saktey or ap se koi mistake ho sakti hai so cool mind ke sath ap zyada better kaam kar sakte hain in tamam points ka khayal rakh kar trading puri tayaari or mehnat ke sath karen.