PDA

View Full Version : Football / soccer - game ka india mein kya future hai ? Ise promote karna chaiye



mrinalini
2018-05-20, 03:54 PM
FOOTBALL ya Soccer jaisa ki European Deshon mein kaha jaata hai . Ye ek bhut acha game hai ur kaafi popular bhi . Latin America , America aur Europe mein to Soccer ko bhagwaan ki tarah mana jaata hai Jaise ki India mein cricket ko .

Football ek bhut lokpriya game hai lekin ise India mein kam popularity hasil hai aur zyada log ise nahi khelte.

Kuch saalon se iski popularity zarur badh rahi hai aur ab kaafi youngsters is game ko khelte dekhe jaa sakte hain . AAp logon ka kya vichar hai is game ke baare mein ?

Isko promote karne mein ya fir iski popularity badane mein aur game ke baare mein apne views yahan par rakhen . :accute:

fxearner
2018-05-21, 07:23 PM
bhai ji football to bahut he badia game hai,esme INDIA me abhi etna famous nahi hai lekin esme abb kaafi indian states esko sponsor kar rahein hai jisse bahut he log esme join kar rahein hai,ye khel europe me sabse jada famous hai aur india me waha ke coach aana bahut he jaroori hai tabhi esko acha promote kar sakenge aur esme kamyaab hojayenge.

Akhterp
2018-05-22, 12:10 AM
g han jaisay kay sub jantay hein kay footbal/soccer international game hai is main bohat si bari countries participate karti hein world cup khela jata hai baqaida iska spain,france,italy etc aor bhi bohat si countries hein jo kay footbal kehlti hein but indian ,pakistan,srilanka,bangladesh yeh wo countries hein jis main cricket ko jo popularity hasil hai wo football ko nahi hai is liye hamien football ko bhi promote karna chhaiye.

Nirzana
2018-05-22, 02:02 AM
I am too much worried about Football from South Asian countries, I think each government should take proper action to develop Football because its much popular than Cricket. In cricket, South Asia should be in number one position like India, Pakistan, Sri Lanka and besides Bangladesh doing much well since few years, specially they are much good on ODI cricket.
I see Indian is a big country with huge number of Population then if Government wants then they can do some proper action to develop football in this country for Future. In Football India is on less position and this is not good that they are not number one position on South Asia.

batool
2018-05-22, 06:54 PM
Football aor socer world ky best games hain aor India aor Pakistan main famous hian aor goverment support karty hay Footbal team ko aor pori world main International matches in kay hoty rahty hain aor cricket bhy sb ko pata hay famous hay pory word main main footbal ko pasnd karta hay aor Football aor socer game ka future Aisa main bright hay is main improvement ho rhy hay

fxearner
2018-05-24, 07:25 PM
इंटरकांटिनेंटल कप से एक हफ्ते पहले, भारतीय राष्ट्रीय फुटबॉल टीम को एक बड़ा झटका लगाया गया है क्योंकि सौविक चक्रवर्ती को टूर्नामेंट से बाहर कर दिया गया है। बहुमुखी 26 वर्षीय ने चिकन पॉक्स से अनुबंध किया है और पहले से ही राष्ट्रीय टीम शिविर छोड़ दिया है, एआईएफएफ ने स्पोर्टकेडेडा को पुष्टि की है। यह भी पता चला है कि कोई प्रतिस्थापन नहीं किया जाएगा।

टीम इंडिया ने मुंबई फुटबॉल एरेना में 1 जून को चीनी ताइपे के खिलाफ चार टीम टूर्नामेंट में अपना अभियान बंद कर दिया। फिर 7 जून को न्यूजीलैंड का सामना करने से पहले वे 4 जून को केन्या लेंगे। फाइनल 10 जून को होने वाला है।

extreem
2018-05-24, 08:10 PM
ji han footbal ek boht hi famous game jo zeyada tr britain mulko,n main khela jata hai.footballer bot bhaari raqm main kheltey hain or duniya main sb se zeyada bet b isi game pe lgti hai

billyboy00007
2018-05-24, 11:00 PM
G han forex jis tarah say promote kiya ja raha hai india main usi tarah football ko bhi usi tarh say promote karna chahiye main yeh samjhta hon football bohat acha kheil hai is ko promote karna chahiye.

mrinalini
2018-05-27, 12:38 PM
ji han footbal ek boht hi famous game jo zeyada tr britain mulko,n main khela jata hai.footballer bot bhaari raqm main kheltey hain or duniya main sb se zeyada bet b isi game pe lgti hai

Soccer ya footbal zyadatar European countries mein zyada famous hai . Jaise India mein cricket ko bhagwaan maana jaata hai waise hi Europe mein football ko .


Sabse zyada ye germany , london , sweden , france aur latin america mein brazil aur argentina aur bhi kaafi saare desh is khel ko khelte hain aur bhit shiddat se khelte hain . football ka world cup bhi har 4 saal mein ek baar hota hai aur har country ise jeetne ke liye aapni jee jaan laga deti hai . ye ek bhut famous khel hai aur mera bhi favourite hai .

zahid2016
2018-06-09, 01:11 PM
Footbal or soccer dono bohat hi achi games hian soccer ka trend to thora km hai but footbal ka trend acha hai humain in dono games ko brane ki zarurt hai but interest ke lehaz se log footbal main interest to lete hain but world level pe improve ki zarurt hai.

batool
2018-06-11, 05:42 AM
Footbal or soccer dono bohat hi achi games hian soccer ka trend to thora km hai but footbal ka trend acha hai humain in dono games ko brane ki zarurt hai but interest ke lehaz se log footbal main interest to lete hain but world level pe improve ki zarurt hai.

Football best aor sb logon ka favortie khal hay aor hm bachpan sy is Football game say wabsta hoty hain aor logon ko dakhty hain aor hm khod bhi aksr log Football game sy wabsta hain is game sy exercise hoty hay aor khilari is game main daily time data hay to is ki health fit rhty hay aor football kay muqably main soocer bhi favorite hay lakin is ka rujhan filhal boht km dakha ja rha hay

GoGoG
2018-08-30, 03:16 AM
Football is the most followed game of all time. There is a lot of talent in India. You just have to explore it. It is my firm believe that a player always comes from the grass root level. Indian Government should create a policy to encourage the sport in schools and colleges.

sumerach
2019-07-07, 12:51 PM
g han jaisay kay sub jantay hein kay footbal/soccer international game hai is main bohat si bari countries participate karti hein world cup khela jata hai baqaida iska spain,france,italy etc aor bhi bohat si countries hein jo kay footbal kehlti hein but indian ,pakistan,srilanka,bangladesh yeh wo countries hein jis main cricket ko jo popularity hasil hai

Samranfaizan220
2020-11-13, 08:51 PM
केकेआर ने हार के जबड़े से जीत छीन ली है। शुरुआती विकेट खोने के बाद, कार्तिक के 52 और रसेल के 49 ने उन्हें एक लड़ाई लक्ष्य के लिए प्रेरित किया। और फिर, गेंदबाज ने रहाणे के बाद चाल बनाई और सैमसन ने लगभग आरआर के लिए एक मैच जीतने वाली साझेदारी को एक साथ जोड़ दिया था
कोलकाता नाइट राइडर्स ने क्वालीफायर दो में प्रवेश करने के लिए 25 रनों से राजस्थान रॉयल्स को हराया है, जहां वे सनराइजर्स हैदराबाद होंगे। एक चरण में, आरआर जहां मैच के पूर्ण नियंत्रण में है लेकिन उन्होंने बस इसे गड़बड़ कर दिया है और क्रेडिट कुलदीप को जाता है जिन्होंने 16 वें ओवर में विकेट लिए

Merabnoor123
2020-12-24, 01:25 PM
Football / soccer - game ka india mein kya future hai ? Ise promote karna chaiye
FOOTBALL ya Soccer jaisa ki European Deshon mein kaha jaata hai . Ye ek bhut acha game hai ur kaafi popular bhi . Latin America , America aur Europe mein to Soccer ko bhagwaan ki tarah mana jaata hai Jaise ki India mein cricket ko .

Football ek bhut lokpriya game hai lekin ise India mein kam popularity hasil hai aur zyada log ise nahi khelte.

Kuch saalon se iski popularity zarur badh rahi hai aur ab kaafi youngsters is game ko khelte dekhe jaa sakte hain . AAp logon ka kya vichar hai is game ke baare mein ?

Isko promote karne mein ya fir iski popularity badane mein aur game ke baare mein apne views yahan par rakhen .