PDA

View Full Version : Hockey ka Naya club khola jaaye - IHL - Indian Hockey League

mrinalini
2018-05-16, 10:54 PM
IHL - Indian hockey league

Doston jaise cricket league hai IPL - Indian Premier league .

Kaisa rahega ki ek hockey club khule jiska name ho IHL - Indian Hockey League aur uski teams bane aur usi tarah world ke top players ki Neelami ho aur alag alag teams ke liye khelen .

Ye ek bhut badiya idea hoga Aur aap logon ke hisaab se ye kaisa rahega ?

Is par discuss karo aur apne views dein .:girl:

sangam
2018-05-17, 09:02 PM

Haan bhai ye baat to ekdum sahi hai ki agar ham log Indian Hockey League open karte hain tab is se desh ke hockey players ko bahut hi fayda ho sakta hai.

Jab main school me tha tab se mujhe hockey khelna bahut hi pasand hai aur main is baat ko manta hu ki ye ek bahut hi accha sports hain.

Ham logon ko kuch efforts karne honge jis se ham log is game ko fir se mainstream me laa sake.

mrinalini
2018-05-18, 03:59 PM

Agar Dhyan se dekha jaaye to sabse badi baat yeh hai ki HOCKEY humare desh Bharat ka NATIONAL SPORT HAI aur na ki cricket.

Agar aap dhyan se dekhen to aap payenge ki hockey ke players itne zyada famous nahi hai aur na hi zyada paisa kama pate hain cricket players ke muqable mein. Iska sabse bada kaaran ye hai ki sarkar ne bhi is sports ko zyada tawajooh nahi di aur na hi zyada funds allot kiye haate hain govt ki taraf se is game ko promote karne ke liye aur BCCI cricket club sabse rich club hai aur na sirf bharat ka balki puri duniya ka richest cricket club hai .

Logon ko is soch ko badalna hoga aur unhe chaiye ki hockey ko bhi barabar se promote karen , use tawajoh dein aur puri koshish karen ki naye khiladi hockey ki taraf bhi dhyan dein aur ise bhi khelne ke baare mein sochen nahi to dheere dheere logon ka dhyan is game ki taraf se hath jayega aur ye humare desh aur is game ke liye bilkul bhi acha nahi hoga .

SA148P
2018-05-23, 09:27 AM
Ya bat sahi ha . Game he vo vahid cheez ha jis se 2 countries ka mukhalfat khatam ke jaa sakti ha . Isi lia har country ko chaheya k vo apny players to encourage karain q k players hr country k safeer hoty hain hain lia . Hockey ko froog dyna chaheya or countries ko chaheya k vo new new game main participate karain hockey ak bohat achi game ha . Jo is is counting ke need ha ..

sachit
2018-05-24, 10:55 AM
hanji hockey bahut he old game india ka hai aur esme india ne kaafi world bhi win kiya hai,esme IHL new tournament shuru hua hai because esme bahut he jada promote abb hora hai,esme celebrity bhi apni apni teams buy kiarte hai jisse audience jada dekhne aata hai.

fxearner
2018-05-24, 06:42 PM
2018 में हॉकी इंडिया लीग (एचआईएल) नहीं होगा, हॉकी इंडिया (एचआई) ने लीग को अगले साल ब्रेक देने का फैसला किया और 201 9 में वापसी की।

निर्णय मंगलवार को हॉकी इंडिया गवर्निंग कमेटी की बैठक में लिया गया था। लीग के भविष्य पर अटकलें थोड़ी देर के लिए तैर रही थीं, फ्रेंचाइजी की रुचि और वित्तीय व्यवहार्यता सहित विभिन्न कारणों का हवाला देते हुए।

हालांकि, संघ जोर दे रहा है कि ब्रेक केवल अगले वर्ष इंडोर विश्व कप के साथ तारीखों के संघर्ष के कारण था और यह दुनिया भर के खिलाड़ियों के बीच खेल में सबसे लोकप्रिय पेशेवर लीग के लिए सड़क का अंत नहीं था ।

billyboy00007
2018-05-24, 11:04 PM
Hockey bohat best sport hai aor mera favourite spot hai main is ko bohat like karta hon aor bohat shoq say isko watch karta hon kyun kay hockey muje acha is liye lagta hai kay asia main kafi countries main khela jata hai aor bohat acha lagta hai.

mrinalini
2018-05-28, 01:31 PM
2018 में हॉकी इंडिया लीग (एचआईएल) नहीं होगा, हॉकी इंडिया (एचआई) ने लीग को अगले साल ब्रेक देने का फैसला किया और 201 9 में वापसी की।

निर्णय मंगलवार को हॉकी इंडिया गवर्निंग कमेटी की बैठक में लिया गया था। लीग के भविष्य पर अटकलें थोड़ी देर के लिए तैर रही थीं, फ्रेंचाइजी की रुचि और वित्तीय व्यवहार्यता सहित विभिन्न कारणों का हवाला देते हुए।

हालांकि, संघ जोर दे रहा है कि ब्रेक केवल अगले वर्ष इंडोर विश्व कप के साथ तारीखों के संघर्ष के कारण था और यह दुनिया भर के खिलाड़ियों के बीच खेल में सबसे लोकप्रिय पेशेवर लीग के लिए सड़क का अंत नहीं था ।

Hockey league ne 2019 mein break dene ka faisla kiya aur ye koi achi khabar nahi hai .

Yahi reason hai ki India mein hockey ka craze day by day kam hota jaa raha hai . Logon ka dhyan dheere dheere is game se hatta ja raha hai kyonki isme itni facilities aur recognition nahi hai jitna cricket ke players ke liye hai aur isiliye day by day young generation ka dhyan is game se hat raha hai ya kam ho raha hai jo ki hockey ke future ke liye bilkul bhi acha nahi hai .

Govt ko is game par dhyan dena chaiye aur zyada funds allot karne chaiye jis se naye players ka interest is game ki taraf bade aur ise zyada se zyada log khelen .

zahid2016
2018-05-30, 12:21 PM
apki suggestion to thik hai ke aik esa club hona chaiye jese ye ipl hai cricket isi tra se hocky bi hona chaiye ta ke ye bi or famous ho or or logo ko zyda fida ho entertain hone ke is se bohat fida ho ga country players ko.

zahid2016
2018-06-09, 01:10 PM
Hockey bohat hi achi game hai is main hum ko naya clubs ki zarurt hai jese ipl ki league hai is main bohat bare bare name cricket khelene ate hain isi tara se humain hockey ke name ko barana chaiye jis se bare bare or chote namo ko khelne ko moqa mile.

batool
2018-06-23, 12:17 AM
Hockey bohat hi achi game hai is main hum ko naya clubs ki zarurt hai jese ipl ki league hai is main bohat bare bare name cricket khelene ate hain isi tara se humain hockey ke name ko barana chaiye jis se bare bare or chote namo ko khelne ko moqa mile.

hockey boht hi best world ka khel hay lakin is main zyada tawaja world nhi day rhi hay pta na ha kia waja ha? aor hockey club ka kholna aor hockey khel main interest thora thora ab brh rha hay aor india aor pakistan main ab hockey ko world kay peoples main famous karnay kay liay koshan hain aor indain hockey league boht hi badiya work kr rhy hay aor hockey games kay liay all world main logon kay interst main ab izafa dakhnay main a rha hay

MikeJ
2018-08-26, 03:16 PM
Mmm, Hockey, my love! If someone wants to make extra money on the hockey, there is a good service - http://777score.ph. You can put your bets at any time, plus - from the mobile application. If you need any support or help, do not hesitate to contact me.

sumerach
2019-07-07, 12:53 PM
Ya bat sahi ha . Game he vo vahid cheez ha jis se 2 countries ka mukhalfat khatam ke jaa sakti ha . Isi lia har country ko chaheya k vo apny players to encourage karain q k players hr country k safeer hoty hain hain lia . Hockey ko froog dyna chaheya or countries ko chaheya k vo new new game main participate karain hockey ak bohat achi game ha .

guru000
2020-05-22, 03:05 PM
Opening ceremony,,,,,

Main article: 2019 Cricket World Cup opening ceremony,,,,,
The opening ceremony took place on The Mall during the evening of 29 May 2019, a day before the start of the World Cup.[30] Andrew Flintoff, Paddy McGuinness and Shibani Dandekar hosted the event. A 60-second challenge took place among the 10 participating 'teams', with each side represented by two guest figures each, involving Viv Richards, Anil Kumble, Mahela Jayawardene, Jacques Kallis, Brett Lee, Kevin Pietersen, Farhan Akhtar, Malala Yousafzai, Jaya Ahsan, Yohan Blake, Damayanthi Dharsha, Azhar Ali, Abdur Razzak, James Franklin, Steven Pienaar, Chris Hughes, Sean Fitzpatrick and Pat Cash, while David Boon was the umpire for the game. England won the game by scoring 74 points, and Australia came second with 69 points.[31]

Michael Clarke, who captained Australia to the title in 2015, took the World Cup trophy to the stage, accompanied by former England spin bowler Graeme Swann. The ceremony came to an end with the official World Cup song "Stand By", performed by Loryn an,,,,,,,,,,,,,,,

guru000
2020-05-22, 03:06 PM
Ya bat sahi ha . Game he vo vahid cheez ha jis se 2 countries ka mukhalfat khatam ke jaa sakti ha . Isi lia har country ko chaheya k vo apny players to encourage karain q k players hr country k safeer hoty hain hain lia . Hockey ko froog dyna chaheya or countries ko chaheya k vo new new game main participate karain hockey ak bohat achi game ha .

Samranfaizan220
2020-11-13, 08:48 PM
केकेआर ने हार के जबड़े से जीत छीन ली है। शुरुआती विकेट खोने के बाद, कार्तिक के 52 और रसेल के 49 ने उन्हें एक लड़ाई लक्ष्य के लिए प्रेरित किया। और फिर, गेंदबाज ने रहाणे के बाद चाल बनाई और सैमसन ने लगभग आरआर के लिए एक मैच जीतने वाली साझेदारी को एक साथ जोड़ दिया था
कोलकाता नाइट राइडर्स ने क्वालीफायर दो में प्रवेश करने के लिए 25 रनों से राजस्थान रॉयल्स को हराया है, जहां वे सनराइजर्स हैदराबाद होंगे। एक चरण में, आरआर जहां मैच के पूर्ण नियंत्रण में है लेकिन उन्होंने बस इसे गड़बड़ कर दिया है और क्रेडिट कुलदीप को जाता है जिन्होंने 16 वें ओवर में विकेट लिए