pahle ham samajh lete Hain ki moving average kya hai maan lijiye ek Chart Hai usmein ham lete hain 5 ka moving average to ab hume kya kiya humne pichle 5 din pakde aur 5 din ki closing price ko plus kiya divided by 5 to yeh hain aapki moving average for example hum 1 August se 5 August tak ka average liya ab 6 August ko kya hoga data chart jo hain voh 1 August ko hata dega to ab aapka hai 2 August to 6 August ka data my best moving average is 44 moving average agar aap expert ho to karo agar aap expert nahi ho to kabhi bhi moving average ke niche wale stocks ko buy mat karo agar aap expert ho to buy karo jab moving average upper ki taraf ho aur second hain rising & Falling stock hamesha rising wale buy karne hain moving average rising wale buy karne hain moving average above bhi hona chahiye aur rising bhi hona chahiye aap nifty se dekho jab moving average rising hain to upper jaa raha hain stock aur jab moving average Falling hai to niche jaa Raha hain stock aur ek hai ki hame konsa time frame use karna chahiye to jo fresher hain unko pehle daily chart per karna chahiye to aapko jo time frame use karna hain voh daily-swing uske baad aap positional-weekly use kar sakte ho uske baad intraday ke liye aap use kar sakte ho 5min / 15min to yeh hain kuch mere simple strategy moving averages